Rekhta UAE retweetledi
Rekhta UAE
27 posts

Rekhta UAE
@RekhtaUAE
Rekhta coming to Dubai with its premiere festival Jashn-e-Rekhta, a 3-day cultural festival which celebrates diffrent genres of Urdu such as qawwali & much more
Katılım Ocak 2019
9 Takip Edilen1.5K Takipçiler

मैं जब भी उस के ख़यालों में खो सा जाता हूँ
वो ख़ुद भी बात करे तो बुरा लगे है मुझे
~जाँ निसार अख़्तर
#Rekhta #JashneRekhta #RekhtaDubai #urdupoetry #poetry #urdupoet #TuesdayThoughts
हिन्दी

Tum takalluf ko bhi ikhlas samajhte ho 'faraz'
dost hota nahin har hath milane wala
~Ahmad Faraz
#Rekhta #JashneRekhta #RekhtaDubai #urdupoetry #urdupoet #AhmadFaraz #TuesdayThoughts
हिन्दी

Apni ana ki aaj bhi taskin hum ne ki
ji bhar ke us ke husn ki tauhin hum ne ki
~Iqbal Sajid
#Rekhta #JashneRekhta #RekhtaDubai #UrduPoetry #urdushayari #poet #shayari #TuesdayMorning #IqbalSajid
हिन्दी

क्यूँ परखते हो सवालों से जवाबों को 'अदीम'
होंट अच्छे हों तो समझो कि सवाल अच्छा है
~अदीम हाशमी
#rekhta
#Rekhta #jashnerekhta #rekhtadubai
#SundayThoughts
#sundayvibes
#UrduPoetry #Urdu #urdupoet
हिन्दी

दरवाज़ा खुला है कि कोई लौट न जाए
और उस के लिए जो कभी आया न गया हो
~अतहर नफ़ीस
#rekhta #JashneRekhta #RekhtaDubai #AtharNafees #UrduShairi #SaturdayThoughts #UrduPoetry
हिन्दी

Ek din kah lijiye jo kuchh hai dil mein aap ke
ek din sun lijiye jo kuchh hamare dil mein hai
~Josh Malihabadi
#Rekhta #JashneRekhta #RekhtaDubai #UrduPoetry #urdushayri #FridayThoughts
#JoshMalihabadi #Deathanniversary
#indiaurdu #Dubai
हिन्दी

Tir khane ki hawas hai to jigar paida kar
sarfaroshi ki tamanna hai to sar paida kar
~Ameer Minai
#birthanniversary #ameerminai #Rekhta #JashneRekhta #RekhtaDubai #RekhtaShayri #shayri #dubai #urdupoetry #urdupoet #ThursdayThoughts
हिन्दी

Na koi panw ki aahat
na sanson ki aawaz
Dara hua hai wo
kuchh aur bhi na dar jae
~Nida Fazli
#Rekhta #JashneRekhta #RekhtaDubai #Dubai #NidaFazli #shayar #urdupoetry #urdupoet #urdushayri
हिन्दी

ہستی کے مت فریب میں آ جائیو اسدؔ
عالم تمام حلقۂ دام خیال ہے
~مرزا غالب
#Rekhta #RekhtaDubai #Ghalib #Ghalibexplained #MirzaGhalib #UrduPoetry #urdupoet #urdushayar #shayri

اردو

मैं आख़िर कौन सा मौसम तुम्हारे नाम कर देता
यहाँ हर एक मौसम को गुज़र जाने की जल्दी थी
~राहत इंदौरी
#rekhta #jashnerekhta #rekhtadubai #rahatindori #urdushayar #urdupoet #urdupoetry #shayri
हिन्दी

sadaon ke jangal mein wo khamoshi hai
ki main ne har aawaz teri suni hai
~Alimullah Hali
#Rekhta #RekhtaFoundation #JashneRekhta #AlimullahHali #urdupoet #urdupopetry #Shayari #UrduShairi
हिन्दी

زندہ جو بچ گئے ہیں سہیں نفرتوں کے دکھ
اپنا گلا تو پیار کے خنجر سے کٹ گیا
~فضا ابن فیضی
#JashneRekhta #UrduPoetry #urdu #urdushairi #Rekhta #RekhtaDubai #FazaIbneFaizi

اردو

Maohammad Taqi (1722/23-1810) was born in Akbarabad, now Agra, in a family of very modest means.
Meer Taqi Meer rightly deserves the title of Khuda-e-Sukhan.
blog.rekhta.org/aashiqi-mein-m… … …
#Rekhta #JasneRekhta #urdupoet #MeerTaqiMeer #RekhtaBlog
English

Andar ke hadson pe kisi ki nazar nahin
hum mar chuke hain aur hamein is ki khabar nahin
~Farhat Ehsas
#JashneRekhta #Rekhta #RekhtaDubai #FarhatEhsas #urdupoet #poetry #shayri #aamozish #UrduPoetry

हिन्दी

دایم پڑا ہوا ترے در پر نہیں ہوں میں
خاک ایسی زندگی پہ کہ پتھر نہیں ہوں میں
~ مرزا غالب
#Rekhta #JashneRekhta #RekhtaDubai #ghalib #ghalibpoetry #urdupoetry #shayri

اردو





