AIMIM Updates 리트윗함
AIMIM Updates
4.6K posts

AIMIM Updates
@AIMIMupdate
Twitter handle of all the latest updates of AIMIM and Barrister Asaduddin Owaisi. Follow for AIMIM updates
가입일 Eylül 2020
22 팔로잉4.3K 팔로워
AIMIM Updates 리트윗함

AIMIM ne Old City, Hyderabad mein jo mini buses shuru karne ki maang ki hai, us par Minister ne ab tak koi reply kyun nahi diya?
AIMIM Yakutpura MLA @Jaffarhusainmla ne Telangana Assembly mein transport, CNG aur shehar mein badhte murder cases ka mudda uthaya.
Indonesia
AIMIM Updates 리트윗함

Delhi mein AIUDF President Maulana Badruddin Ajmal Sahab ke bete, Abdul Rahman Ajmal ne AIMIM President Barrister @asadowaisi Sahab se mulaqat ki.
InshaAllah! Barrister Asaduddin Owaisi Sahab 2 aur 3 April ko Guwahati, Assam ka daura karenge, jahan wo AIUDF ke candidates ki himayat mein kai public meetings ko khitab karenge.
#aimim #AIUDF #asaduddinowaisi #assam #election #india
हिन्दी
AIMIM Updates 리트윗함

West Bengal Assembly Elections: सियासी तौर पर मुसलमानों का exploitation ज़्यादा हुआ है, और हम उसको ख़त्म करना चाहते हैं: Barrister @asadowaisi
AIMIM Updates 리트윗함

SIR (Special Intensive Revision) kyu'n zaroori hai? Agar voter list mein naam nahi hai to kya karein, kaun-kaun se documents lagenge aur 2002 ki voter list mein apna naam kaise check karein?
Syed Mushtaq Ahmed Sahab (PA of Barrister @asadowaisi) ne step-by-step poora process detail mein samjhaya.
Eesti
AIMIM Updates 리트윗함

Muslim minorities ने TMC को वोट देकर कामयाब किया, लेकिन बदले में उन्होंने लगभग 5 लाख OBC certificates रद्द कर दिए, जिनमें ज़्यादातर मुस्लिमों के थे : Barrister @asadowaisi
हिन्दी
AIMIM Updates 리트윗함

"West Bengal में Muslim Minority का Political Leadership ज़रूरी है।" Kolkata में Press conference के दौरान बोले बैरिस्टर @asadowaisi

What did Asaduddin Owaisi said when he was asked that Saudi Arabia and other Gulf Countries are supporting US-Israel but he speaks in favour of Palestine? @asadowaisi
#Iran #israel #trump
English

What did Asaduddin Owaisi said on US-Israel & Iran war and its impact in India? @asadowaisi
#Iran #israel #trump #modi
English
AIMIM Updates 리트윗함

." @narendramodi पिछले 11 साल से क्या कर रहे थे?"
भारत में बढ़ती गैस की कमी पर बैरिस्टर @asadowaisi का @BJP4India की मरकज़ी हुकूमत से सवाल।
हिन्दी
AIMIM Updates 리트윗함

"Zionist लोगों की साज़िश है कि इस हमले के ज़रिए भारत को नुकसान पहुँचाया जाए।"
Foreign Policy को लेकर Barrister @asadowaisi का @narendramodi पर तंज़।
हिन्दी
AIMIM Updates 리트윗함

"Agar SIR (Special Intensive Revision) ko seriously nahi lenge to kal ko hukumat NPR-NRC karegi, to pareshani badh jaayegi."
SIR ke talluq se Barrister @asadowaisi ki Hyderabad, Telangana ki awaam se khaas appeal.
Indonesia
AIMIM Updates 리트윗함

सोशल मीडिया पर विवादित पोस्ट करने वालों के खिलाफ सख़्त कदम उठाने की ज़रूरत | बैरिस्टर @asadowaisi की भारतीय सरकार से मांग।
हिन्दी
AIMIM Updates 리트윗함

Eid-Ul-Fitr 2026 ke mauqe per AIMIM Headquarters Darussalam, Hyderabad mein 'Eid Milap Taqreeb' munaqid hua, Jisme Sadr-e-Majlis Barrister @asadowaisi Sahab ka khususi khitab hua.
Is mauqe per Majlisi Araakeen-eassembly, MLCs, Ex Corporators, Party zimmedaraan ke sath sath awaam ki badi tadaad maujood thi.
Dekhein Eid Milap Taqreeb ki Kuch khas tasveerein.




Eesti
AIMIM Updates 리트윗함
AIMIM Updates 리트윗함

Hyderabad: Siyaasi, Samaaji aur Taleemi maidaanon mein apni be-misaal khidmaat anjaam dene waale Salar-e-Millat Alhaj Sultan Salahuddin Owaisi (RA) ki 18vi Barsi ke mauqe par Sadr-e-Majlis Barrister @asadowaisi aur Janab Burhan Uddin Owaisi Sahab ne Majlisi Arakeen-e-Assembly, MLCs aur digar kaarkunaan ke sath Dargah Agha Dawood, Aghapura mein Marhoom ki mazaar par haaziri di aur unhe khiraj-e-aqeedat pesh kiya.
Salar-e-Millat Alhaj Sultan Salahuddin Owaisi (RA) ki zindagi awaam ki khidmat, rehnumai aur taleemi taraqqi ke liye waqf rahi. Unhon ne hamesha insaaf, barabari aur ittehaad ka paighaam diya. Allah Ta'ala unhein jannat-ul-firdous mein aala se aala muqaam ata farmaye. Aameen




हिन्दी
AIMIM Updates 리트윗함

A hate campaign is unfolding in Uttam Nagar right under @DelhiPolice's nose, yet no visible action is being taken to prevent it. It is the police's job to ensure every citizen feels safe, but an atmosphere of violence is clearly enveloping the area with nothing being done to reverse it.
The Observer Post@TheObserverPost
“Blood Holi Will Be Played on Eid”: Muslim Families Flee Uttam Nagar as Hate Speeches Spread Fear Ahead of March 20 Eid @meerfaisal001 reports Read: theobserverpost.com/muslims-flee-u…
English
AIMIM Updates 리트윗함

Nampally Constituency mein Drugs (Ganja aur charas) khule-aam bik rahe hain, aur police drugs dealers ko pakadne mein nakaam hai, kyu'n? | Telangana Assembly mein AIMIM MLA @Md_MajidHussain ne Drugs par poori tarah se rok lagaane ki maang ki.
Eesti
AIMIM Updates 리트윗함
AIMIM Updates 리트윗함

Shab-e-Qadr ki ibadat ka sawab, hazaar mahino'n ki ibadat se badhkar hai. Aaj ki raat Allah ko raazi karne ka behtareen mauqa hai : Barrister @asadowaisi
हिन्दी

