*||Dev Pandey||*®
26 posts

*||Dev Pandey||*®
@sunoindia
APNE DIL KI SUNO AUR APNE DESH KO SAMJHO.
INDIA Katılım Eylül 2013
7 Takip Edilen7 Takipçiler

@yogrishiramdev
Jaihind Baba aap desh ke paksh me nahi balki ek 2nd class party jo bjp hai uske sath ho jisne apko kharida hai.
Indonesia

@yogrishiramdev
itni garimawale sthan pe ho aur bolne ki tamij apko nahi hai.aap sirf yog karao PM banne ka sapna mat dekho aap.
हिन्दी

@yogrishiramdev
aap ne rajniti ka mahaul bigad diya
modi ne kitne paise diye hain aapko ye bahut jaldi sabko pata chal jayega
हिन्दी

@yogrishiramdev
sab ke sab baba dhongi hain aap unme top pe ho aap ki bhi jaanch hogi to janta apki bhi sachhai jan jayegi.
हिन्दी

@yogrishiramdev
I need reply frm ur side ki aap bollywood se ashlilata kaise hatayenge.
Bharat ko vishwa guru kaise banayenge.
Filipino

@yogrishiramdev
Rahi bat soniya gandhi aur congress ki to wo aap deshvasio pe chhod de wo apne raste pe aa jayenge iss chunav me.
हिन्दी

@yogrishiramdev
sirf rajniti me hi nahi balki samaj ke lie bhi sochiye.
हिन्दी

@yogrishiramdev
baba aap itna kuch kar rahe hai to filmi gandgi bhi hatane me bharat desh ki madad karen.
हिन्दी

@yogrishiramdev
aap soniya gandhi ke khilaf kuch karte q nahi hain?
हिन्दी

@DrKumarVishwas
Kumar Sahab apke lie@
"Jingdi ka dariya yun hi bah raha hai,
baitha hai jo kinare wo bhi dub raha hai."
हिन्दी

@narendramodi
sencer board kya karta hai
i dnt know but aap kuch kar sakte hain to pls kariye hum aapke sath hain aap bhi hamara sath den.
हिन्दी

@narendramodi
mai ek aam insan hu aur apne bhavi pm se anurodh kar raha hu ki is vishay me bollywood pe pratibandh lagaya jay.
हिन्दी

@narendramodi
aap kya kar sakte hain bollywood se gandgi hatane ke vishay par.
Indonesia