AIMIM Updates

4.6K posts

AIMIM Updates banner
AIMIM Updates

AIMIM Updates

@AIMIMupdate

Twitter handle of all the latest updates of AIMIM and Barrister Asaduddin Owaisi. Follow for AIMIM updates

شامل ہوئے Eylül 2020
22 فالونگ4.3K فالوورز
AIMIM Updates ری ٹویٹ کیا
Asaduddin Owaisi
Asaduddin Owaisi@asadowaisi·
I am pleased to announce the names of following co-opt members who will represent AIMIM in the Aurangabad Municipal Corporation for 2026-27. 1) Mohammad Asrar 2) Shaikh Ahmed 3) Kunal Gautam Kharat. My best wishes to them.
English
40
209
1.3K
32K
AIMIM Updates ری ٹویٹ کیا
AIMIM
AIMIM@aimim_national·
AIMIM ne Old City, Hyderabad mein jo mini buses shuru karne ki maang ki hai, us par Minister ne ab tak koi reply kyun nahi diya? AIMIM Yakutpura MLA @Jaffarhusainmla ne Telangana Assembly mein transport, CNG aur shehar mein badhte murder cases ka mudda uthaya.
Indonesia
1
16
90
1.6K
AIMIM Updates ری ٹویٹ کیا
AIMIM
AIMIM@aimim_national·
Delhi mein AIUDF President Maulana Badruddin Ajmal Sahab ke bete, Abdul Rahman Ajmal ne AIMIM President Barrister @asadowaisi Sahab se mulaqat ki. InshaAllah! Barrister Asaduddin Owaisi Sahab 2 aur 3 April ko Guwahati, Assam ka daura karenge, jahan wo AIUDF ke candidates ki himayat mein kai public meetings ko khitab karenge. #aimim #AIUDF #asaduddinowaisi #assam #election #india
हिन्दी
2
34
167
1.5K
AIMIM Updates ری ٹویٹ کیا
AIMIM
AIMIM@aimim_national·
West Bengal Assembly Elections: सियासी तौर पर मुसलमानों का exploitation ज़्यादा हुआ है, और हम उसको ख़त्म करना चाहते हैं: Barrister @asadowaisi
4
20
75
871
AIMIM Updates ری ٹویٹ کیا
AIMIM
AIMIM@aimim_national·
SIR (Special Intensive Revision) kyu'n zaroori hai? Agar voter list mein naam nahi hai to kya karein, kaun-kaun se documents lagenge aur 2002 ki voter list mein apna naam kaise check karein? Syed Mushtaq Ahmed Sahab (PA of Barrister @asadowaisi) ne step-by-step poora process detail mein samjhaya.
Eesti
4
28
100
1.7K
AIMIM Updates ری ٹویٹ کیا
AIMIM
AIMIM@aimim_national·
Muslim minorities ने TMC को वोट देकर कामयाब किया, लेकिन बदले में उन्होंने लगभग 5 लाख OBC certificates रद्द कर दिए, जिनमें ज़्यादातर मुस्लिमों के थे : Barrister @asadowaisi
हिन्दी
5
49
200
2.5K
AIMIM Updates ری ٹویٹ کیا
AIMIM
AIMIM@aimim_national·
"West Bengal में Muslim Minority का Political Leadership ज़रूरी है।" Kolkata में Press conference के दौरान बोले बैरिस्टर @asadowaisi
3
25
91
1K
AIMIM Updates
AIMIM Updates@AIMIMupdate·
What did Asaduddin Owaisi said when he was asked that Saudi Arabia and other Gulf Countries are supporting US-Israel but he speaks in favour of Palestine? @asadowaisi #Iran #israel #trump
English
0
0
0
111
AIMIM Updates ری ٹویٹ کیا
AIMIM
AIMIM@aimim_national·
." @narendramodi पिछले 11 साल से क्या कर रहे थे?" भारत में बढ़ती गैस की कमी पर बैरिस्टर @asadowaisi का @BJP4India की मरकज़ी हुकूमत से सवाल।
हिन्दी
12
349
1.8K
26K
AIMIM Updates ری ٹویٹ کیا
AIMIM
AIMIM@aimim_national·
"Zionist लोगों की साज़िश है कि इस हमले के ज़रिए भारत को नुकसान पहुँचाया जाए।" Foreign Policy को लेकर Barrister @asadowaisi का @narendramodi पर तंज़।
हिन्दी
5
295
1.4K
21.2K
AIMIM Updates ری ٹویٹ کیا
AIMIM
AIMIM@aimim_national·
"Agar SIR (Special Intensive Revision) ko seriously nahi lenge to kal ko hukumat NPR-NRC karegi, to pareshani badh jaayegi." SIR ke talluq se Barrister @asadowaisi ki Hyderabad, Telangana ki awaam se khaas appeal.
Indonesia
8
53
229
9K
AIMIM Updates ری ٹویٹ کیا
AIMIM
AIMIM@aimim_national·
सोशल मीडिया पर विवादित पोस्ट करने वालों के खिलाफ सख़्त कदम उठाने की ज़रूरत | बैरिस्टर @asadowaisi की भारतीय सरकार से मांग।
हिन्दी
17
224
662
7.9K
AIMIM Updates ری ٹویٹ کیا
AIMIM
AIMIM@aimim_national·
Eid-Ul-Fitr 2026 ke mauqe per AIMIM Headquarters Darussalam, Hyderabad mein 'Eid Milap Taqreeb' munaqid hua, Jisme Sadr-e-Majlis Barrister @asadowaisi Sahab ka khususi khitab hua. Is mauqe per Majlisi Araakeen-eassembly, MLCs, Ex Corporators, Party zimmedaraan ke sath sath awaam ki badi tadaad maujood thi. Dekhein Eid Milap Taqreeb ki Kuch khas tasveerein.
AIMIM tweet mediaAIMIM tweet mediaAIMIM tweet mediaAIMIM tweet media
Eesti
1
9
57
910
AIMIM Updates ری ٹویٹ کیا
Mohd Moazam Khan
Mohd Moazam Khan@mohdmoazamkhan·
Mohd Moazam Khan tweet media
ZXX
1
2
20
171
AIMIM Updates ری ٹویٹ کیا
AIMIM
AIMIM@aimim_national·
Hyderabad: Siyaasi, Samaaji aur Taleemi maidaanon mein apni be-misaal khidmaat anjaam dene waale Salar-e-Millat Alhaj Sultan Salahuddin Owaisi (RA) ki 18vi Barsi ke mauqe par Sadr-e-Majlis Barrister @asadowaisi aur Janab Burhan Uddin Owaisi Sahab ne Majlisi Arakeen-e-Assembly, MLCs aur digar kaarkunaan ke sath Dargah Agha Dawood, Aghapura mein Marhoom ki mazaar par haaziri di aur unhe khiraj-e-aqeedat pesh kiya. Salar-e-Millat Alhaj Sultan Salahuddin Owaisi (RA) ki zindagi awaam ki khidmat, rehnumai aur taleemi taraqqi ke liye waqf rahi. Unhon ne hamesha insaaf, barabari aur ittehaad ka paighaam diya. Allah Ta'ala unhein jannat-ul-firdous mein aala se aala muqaam ata farmaye. Aameen
AIMIM tweet mediaAIMIM tweet mediaAIMIM tweet mediaAIMIM tweet media
हिन्दी
1
10
59
1.1K
AIMIM Updates ری ٹویٹ کیا
Asaduddin Owaisi
Asaduddin Owaisi@asadowaisi·
A hate campaign is unfolding in Uttam Nagar right under @DelhiPolice's nose, yet no visible action is being taken to prevent it. It is the police's job to ensure every citizen feels safe, but an atmosphere of violence is clearly enveloping the area with nothing being done to reverse it.
The Observer Post@TheObserverPost

“Blood Holi Will Be Played on Eid”: Muslim Families Flee Uttam Nagar as Hate Speeches Spread Fear Ahead of March 20 Eid @meerfaisal001 reports Read: theobserverpost.com/muslims-flee-u…

English
719
2.9K
8.5K
246K
AIMIM Updates ری ٹویٹ کیا
AIMIM
AIMIM@aimim_national·
Nampally Constituency mein Drugs (Ganja aur charas) khule-aam bik rahe hain, aur police drugs dealers ko pakadne mein nakaam hai, kyu'n? | Telangana Assembly mein AIMIM MLA @Md_MajidHussain ne Drugs par poori tarah se rok lagaane ki maang ki.
Eesti
0
22
74
1.1K
AIMIM Updates ری ٹویٹ کیا
AIMIM
AIMIM@aimim_national·
Telangana Assembly mein AIMIM ke saabiq Rukun-e-Assembly, Marhoom Syed Ahmed Pasha Quadri Sahab ko unki khidmat ke liye khiraj-e-aqeedat pesh ki gayi.
हिन्दी
0
77
434
6.6K
AIMIM Updates ری ٹویٹ کیا
AIMIM
AIMIM@aimim_national·
Shab-e-Qadr ki ibadat ka sawab, hazaar mahino'n ki ibadat se badhkar hai. Aaj ki raat Allah ko raazi karne ka behtareen mauqa hai : Barrister @asadowaisi
हिन्दी
0
43
203
2K