Urdu Poetry

1.6K posts

Urdu Poetry banner
Urdu Poetry

Urdu Poetry

@GeoBilot

Owner : Najam 03411951343

Bilot Sharif D.i.Khan شامل ہوئے Mart 2013
1 فالونگ1K فالوورز
Urdu Poetry
Urdu Poetry@GeoBilot·
Kahin Main Deyr Sy Pahunchoon Toh Yaad Aata Hai.....* Kahin Main Waqt Sy Pehle Bhi Jaya Karta Thaa....** #Velentine'sDay #Give #Love
हिन्दी
0
0
0
0
Urdu Poetry
Urdu Poetry@GeoBilot·
Roz woh khuwab main aate hain galley milne ko....* Main jo sota hoon toh jaag uthti hai kismat meri.....* Ali 4rm Lahore
हिन्दी
0
0
0
0
Urdu Poetry
Urdu Poetry@GeoBilot·
Aap Barham Hee Sahi Baat Toh Kr Lein Hum Sy.....** Kuch Na Kehne Se Muhabbat Ka Gumaan Hota Hai.....** #2LineUrduPoetry #Ashaar
हिन्दी
0
0
0
0
Urdu Poetry
Urdu Poetry@GeoBilot·
Gosht Naakhun Sy Alag Kr K Dikhaya Main Ne.....* Uss Ne Poochaa Tha Judaii Ke Maa'ani Mujh Se.......* #Urdu #Adab #Poetry #Shayari
हिन्दी
0
0
1
0
Urdu Poetry
Urdu Poetry@GeoBilot·
Uss Aakhri Nazar Mein Bara Dard Tha Muneer......* Uss K Jaane Ka Ranj Mujhe Umr Bhar Raha.. . * Share Your Poetry #Najam 03169262775
हिन्दी
0
0
0
0
Urdu Poetry
Urdu Poetry@GeoBilot·
Halaat Ne Torr Diya Kachay Dhaage Ki Tarah......* Warna us k Waaday Bhi Kabhi Zanjeer Hua Kartay Thay....!! Asif Ali
हिन्दी
0
0
0
0
Urdu Poetry
Urdu Poetry@GeoBilot·
Aashna Dard Sy Hona Tha Kisi Tor Hamein.....* Tu Na Milta Toh Kisi Aor Sy Bichrey Hoty.....!! #Geobilot #Urdu #Adab
Indonesia
0
0
0
0
Urdu Poetry
Urdu Poetry@GeoBilot·
Khamoshi be Waja Nahin Hoti....* Dard Awaaz Cheen Leta Hai.....!! Asif Ali
हिन्दी
0
0
0
0
Urdu Poetry
Urdu Poetry@GeoBilot·
Pehle Tarasha Kaanch Sy Usne Mera Wajood.......** Phir Shehr Bhar K Haath Mein Pathar Thama Diye.......!! #GeoBilot #Urdu #Adab #Poetry...
हिन्दी
0
0
1
0
Urdu Poetry
Urdu Poetry@GeoBilot·
Apne Bhi Khafa Hain Mujhse Beygaane Bhi Na Khush.....** Main Zehr E Hilabal Ko Keh Na Saka Qand.!! #AllamaIqbal #Shayari
हिन्दी
0
0
0
0