Gareeb Aadmi

1.2K posts

Gareeb Aadmi

Gareeb Aadmi

@GareebGuy

Bhookh Lagi hai

India Katılım Ocak 2015
4 Takip Edilen37.9K Takipçiler
Sabitlenmiş Tweet
Gareeb Aadmi
Gareeb Aadmi@GareebGuy·
Ghar mein computer toh nahi hai, par mouse bohat hain.
हिन्दी
104
2.1K
2.4K
0
Gareeb Aadmi
Gareeb Aadmi@GareebGuy·
Udhaari itni badh gayi thi ki 2015 se munh chhupa ke ghoom raha hoon. Lekin ab yeh sab bandh. Jiski jo bhi udhari hai batao, main sab lautaoonga #ProjectPayback
हिन्दी
10
2
41
0
Gareeb Aadmi
Gareeb Aadmi@GareebGuy·
@vivekagnihotri mere ghar mat aana. Hamaare paas kam kapde hain. Meri biwi beti ko dekh ke kahin aapka dimaag na Kharab ho jaye.
हिन्दी
0
0
5
0
Gareeb Aadmi
Gareeb Aadmi@GareebGuy·
@vivekagnihotri sir na mere paas paise na, na ghar, aur na Khana, uske bawajood Main Aapki tarah auraton ko harass nahi karta.
हिन्दी
0
0
2
0
Gareeb Aadmi
Gareeb Aadmi@GareebGuy·
Mera beta bada hoke kisi Shehar mein 10 Rupay leke jaana chahta hai.
हिन्दी
10
69
314
0
Gareeb Aadmi
Gareeb Aadmi@GareebGuy·
Main raat ko macchar se bachne ke liye bas pray karta hoon.
हिन्दी
8
52
267
0
Gareeb Aadmi
Gareeb Aadmi@GareebGuy·
Main Shaadion mein nahi naachta kyunki usse khana pach jata hai.
हिन्दी
11
132
421
0
Gareeb Aadmi
Gareeb Aadmi@GareebGuy·
Aaj kuch crunchy khaane ka mann tha toh sookhey pattey chaba liye.
हिन्दी
11
158
488
0
Gareeb Aadmi
Gareeb Aadmi@GareebGuy·
Main makkhio ke khaane pe baith ta hoon.
हिन्दी
2
89
265
0
Gareeb Aadmi
Gareeb Aadmi@GareebGuy·
Karni Sena ne jo bus jalai, usi bus ke paas soke main thand se Bach Gaya.
हिन्दी
7
115
393
0
Gareeb Aadmi
Gareeb Aadmi@GareebGuy·
ATM ki technology ka ek fayda toh hai. AC mein sone ko mil jata hai.
हिन्दी
5
38
204
0
Gareeb Aadmi
Gareeb Aadmi@GareebGuy·
Maalik ke ghar mein LED lights hain aur mere ghar mein Traffic lights.
Nederlands
2
60
239
0
Gareeb Aadmi
Gareeb Aadmi@GareebGuy·
Ambani ki jitni ek din ki kamai hai utni toh main har roz sapne mein uda deta hoon.
Indonesia
3
118
344
0
Gareeb Aadmi
Gareeb Aadmi@GareebGuy·
Mujhe kahin jaane ke liye kapde badalne nahi, bas pehanne padte hain.
हिन्दी
3
70
256
0
Gareeb Aadmi
Gareeb Aadmi@GareebGuy·
Maalik ke joote ka talwa saaf hona chahiye, taaki mere gaal na gande ho.
हिन्दी
1
33
134
0
Gareeb Aadmi
Gareeb Aadmi@GareebGuy·
Joota badey size ka dena, pairo ke sath baaki samaan bhi aajayega.
हिन्दी
1
23
117
0
Gareeb Aadmi
Gareeb Aadmi@GareebGuy·
Jabse har jagah sauchalya bane hain, khuley mein nahi sona padta.
हिन्दी
1
19
123
0
Gareeb Aadmi
Gareeb Aadmi@GareebGuy·
Twitter waalo, extra 140 chracters ke badley, roti mil sakti hai?
Indonesia
5
51
207
0
Gareeb Aadmi
Gareeb Aadmi@GareebGuy·
Main bohat bada feminist hoon. Apni biwi ko same treat karta hoon. Main aur woh dono Bhookey rehte hain.
हिन्दी
1
64
172
0