Government Mein yah bhi naya Niyam nikalna chahie ke har Sarkari Daftar office camere lagne chahie aur office ka Prasar Hai Har chaurahe per Hona chahie jisse Pata Chale Hamare officer kam kar rahe hain ya nahi
kabhi kabhi ye pata nahi chalta he ke 30 sal nokari karne vale ki pensan sarkar band karti he
Or vahi sarkar apane mantri santri jo 5sal keval seva di hoti he unake liye pensan kabhi band nahi karati
Gajab desh he hamara jay hind jay bharat
Dekhiye ishaka chalan usaka chalan.... Pata nahi kisaka kishaka chalan ho raha he ?
Sala pata nahi chal raha ye mantri neta seta or bade adhikari ka chalan hote suna he dekha he ,
Madhaym varg jo 10 se 15hajar kamane vala chan bharne me saxam nahi he
भारत के लिए आज का दिन का महत्व
PM मोदी लन्दन मे ,
NIRAV मोदी लन्दन मे ,
ललित मोदी लन्दन मे ,
विजय मालया लन्दन मे ,
मेहुल चोक्सी लन्दन मे ,
....... चिट्ठी न कोई संदेश बैंको में नही है कैश
लाइन में लगा के देश कहाँ तुम चले गए