Ruhi Kadree
28.6K posts

Ruhi Kadree
@RuhiKadree
Mai ab takti hi nhi'n chand-taare, mere takne ke liye hijr ke dar-o-baam khule chhod diye jaate hain..!!
Katılım Eylül 2017
53 Takip Edilen1.3K Takipçiler
Sabitlenmiş Tweet
Ruhi Kadree retweetledi

Hum log kisi aur zamane ke makii'n hain
So hum ko yahan thiik se rehna nhin aaya...!
#Unknown

हिन्दी

Yeh kaun shakhs h? Isko zraa bulao to
Yeh mere haal pe kyun muskura ke guzra hai ..!!
#qasri_kanpuri
हिन्दी
Ruhi Kadree retweetledi

Auro'n ke aib chhod darzi se jaa ke keh,
Itni jagah to chhod ke giraibaa'n dikhayi de...!
#unknown
हिन्दी
Ruhi Kadree retweetledi

Khush rahiye, Salaamat rahiye 🌹🙏🏼
Ruhi Kadree@RuhiKadree
@kanwarsodhi72 Bohot shukriaaa veer ji😇
हिन्दी

tujh se mil kar hameñ ronā thā bahut ronā thā
tañgi-e-vaqt-e-mulāqāt ne rone na diyā
#shair #sudharshan #Mulaqaat
Latviešu

Mukhtasar hi sahi mulaqaat to huyi,
Hum kuchh roz shehar-e-mohabbat ke mehmaan rahe hain ..!!!
Ruhi★
#Shair #Mulaqaat
#shair@shairoftheday
हिन्दी

Congratulations 🎉 sir
Ek ride ho jaaye?
Abid Zaidi@AbidZaidi1
If you can't beat them, join them... आख़िर मैने भी 'थार' ले ही ली... ☺️😁
हिन्दी

Ab hum visal-e-yaar se bezaar hain bohat
Dil ka jhukaav hijr ki janib bala ka hai..!!
#unknown

हिन्दी
Ruhi Kadree retweetledi

Shair of The Day: Shair Schedule for May 2026 shairoftheday.blogspot.com/2026/04/shair-…
English




