Aamna Hasan ᥫ᭡

502 posts

Aamna Hasan ᥫ᭡ banner
Aamna Hasan ᥫ᭡

Aamna Hasan ᥫ᭡

@_aamna__17

Sabr • Shukar • Tawakkul •🤍

Katılım Temmuz 2020
243 Takip Edilen407 Takipçiler
Sabitlenmiş Tweet
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Karlo tauba abhi bhi waqt hai, Phir mat kehna hisaab bohat sakht hai..💯
हिन्दी
7
12
165
0
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Tum laakh khoobsurat sahi, Imaan nahi to kuch bhi nahi.💯
हिन्दी
1
0
3
16
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Hum is aarzi duniya ki khubsurtiyon me itna kho baithe hain, Ke Qabr ka andhera bhul baithe hain.💯
हिन्दी
0
0
3
71
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Wo yaqeen ke saare raste band kar ke aazmata hai ke tumhein yaqeen kitna hai.❤️
हिन्दी
0
0
5
93
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Banda khafa hojaye Khair hai, Rab khafa nahi hona chahiye.❤️
हिन्दी
0
0
3
110
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Allah ki mohabbat duniya ki har mohabbat se mukhtalif hai, vo tumhe us waqt bhi chahta hai jab tum khud ko bhi pasand nahi karte.❤️
हिन्दी
1
1
6
163
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Aye Allah dilon se vo fikarein utaar de, jinke bojh tere siwa koi nahi janta.❤️‍🩹
हिन्दी
0
0
5
116
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Jab keh na paao to roo liya karo, Kyunki Allah to sab janta hai..❤️
हिन्दी
0
0
6
112
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Woh dil hi kya jo Hussain(A.S) ka na ho, Aur wo ishq hi kya jo Hussain (A.S) se na ho..❤️
हिन्दी
1
1
11
146
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Naaz jis par kaaynaat ki har namaz ko hai, Woh akhiri sajda mere hussain(Rz) ka hai..❤️
हिन्दी
1
1
7
127
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Kuch log seena peet ke kehte hai Ya Hussain, Hum seena taan ke kehte hai Haq Hussain..❤️
हिन्दी
1
1
5
110
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Jo Rab saari zindagi tumhare masle hal karta aaya hai vo aage bhi kardegaa.❤️‍🩹
हिन्दी
1
1
11
154
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Koi bhi cheez dilon ko aise zinda nahi rakhti jaise Qur'an rakhta hai..❤️
हिन्दी
1
0
6
166
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Qur'an ki har Ayat ek jawab hai, har us sawal ka jo insaan ke andar uthta hai, Jawab us waqt tk samajh nhi aa sakta jab tk sawal samjh na aaye..❤️‍🩹
हिन्दी
0
1
6
152
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Kuch naa hote huwe bhi jo khush hai, Asal mein uske pass hi sab kuch hai..💯
हिन्दी
0
1
7
159
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Mai Rahmaan ke bande ko khush karne ke liye, Rahmaan ko naraaz nahi kar sakti..❤️
हिन्दी
1
1
8
162
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Hum jitna duniya or logo mein magan hote jate hain utna hi Allah or apne asal se door chle jate hain..💯
हिन्दी
0
0
8
157
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Waqt behtareen ustaad hai, tamam mehroomiyon ke sath bhi jeena sikha deta hai…💯
हिन्दी
1
0
7
148
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Ek kun ki mohtaj hain, Mukhtasir zindagi ki beshumar hasratein..❤️
हिन्दी
2
0
8
147
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Vo kun kahega aur tum girte girte sambhal jaoge..❤️‍🩹
हिन्दी
1
0
7
158
Aamna Hasan ᥫ᭡
Aamna Hasan ᥫ᭡@_aamna__17·
Duaein radd nahi hoti mehfooz karli jati hain, jo aap maang rahe hain vo na mile tab bhi aapke hath khali nahi lautaye jate, Allah hamesha badhkar ataa karta hai..❤️
हिन्दी
1
1
6
130