Sabitlenmiş TweetIshq Hoon@ishqhoon·5 Ara“Main jo sabka dil rakhta hoon, Suno, main bhi toh dil rakhta hoon.”Çevir हिन्दी346444.1K0236
Ishq Hoon@ishqhoon·23 Eki“Ek hi sakhsh samajhta tha mujhe, Fir ye hua ki woh bhi samajhdar ho gaya..”Çevir हिन्दी08454K15
Ishq Hoon@ishqhoon·29 Oca“Hum tere ghamm ke paas baithe the, dusre ghamm udaas baithe the.. Doston ne hasaa diya aa kar, ache khaase udaas baithe the..”Çevir हिन्दी18908K14
Ishq Hoon@ishqhoon·4 Oca“Saara seher dekh liya saara seher kaafi naa tha, Jab teri aankhon ko dekha toh phir kuch baaki naa tha.”Çevir हिन्दी181009.5K29
Ishq Hoon@ishqhoon·1 Oca“Tumse kehne waali saari baatein bhi, Ab khud se karni padti hai.”Çevir हिन्दी22718011.2K34
Ishq Hoon@ishqhoon·7 Ara“Tasveerein hi reh jaati hain paas bus, Phir log ek dooje se kahan milte hain.”Çevir हिन्दी14022413.2K48
Ishq Hoon@ishqhoon·27 Kas“Kon pasand hai tumhe, yeh kya puch liya Jawab ne jab khud hi sawal puch liya.”Çevir हिन्दी213958.9K36
Ishq Hoon@ishqhoon·16 Kas“Tumne pucha nahin kabhi sabab meri udaasi ka, Ek sabab yeh bhi hai meri udaasi ka.”Çevir हिन्दी18797.5K14
Ishq Hoon@ishqhoon·15 Kas“Bahut kam logon jaante hain, ki woh bahut kam jaante hain.”Çevir हिन्दी14617.1K12
Ishq Hoon@ishqhoon·14 Kas“Prem mein mili aazaadi, zimmedaari hoti hai, अवसर nahi.”Çevir Eesti112627.3K11
Ishq Hoon@ishqhoon·7 Kas“Uski ek tasveer khinchi thi maine, Ab wahi tasveer mujhe khinchti hai.”Çevir हिन्दी2171148.1K21
Ishq Hoon@ishqhoon·4 Kas“Tum mil sako toh mil lena, Kuch keh sako toh keh dena.. Main jee nahi paaya juda hokar tum se, Tum jee sako toh jee lena..”Çevir हिन्दी114907.1K21
Ishq Hoon@ishqhoon·30 Eki“Jaruri toh nahi jo naah mile, usse chord diyaa jaaye.”Çevir हिन्दी3151558.7K34
Ishq Hoon@ishqhoon·29 Eki“Tum laut kar aane ki takleef na karna, Hum ek hi mohabbat do baar nahi kiya karte.”Çevir हिन्दी17847K17
Ishq Hoon@ishqhoon·25 Eki“Umar bhar uthaya bojh uss ‘Keel’ ne, Aur log taareef ‘Tasveer’ ki karte rahe.”Çevir हिन्दी21921611.8K35
Ishq Hoon@ishqhoon·21 Eki“Jee bhar jee bhi naa paaye, Aur jeene se jee bhar gaya.”Çevir हिन्दी18626.2K10
Ishq Hoon@ishqhoon·20 Eki“Dukh apna agar humko batana nahi aata, Tumko bhi toh andaza lagana nahi aata.”Çevir हिन्दी18736.1K6
Ishq Hoon@ishqhoon·19 Eki“Maine har baar tujhse milte waqt tujhse milne ki aarzoo ki hai, Tere jaane ke baad bhi maine tere khushboo se guftagoo ki hai.”Çevir हिन्दी17766K16
Ishq Hoon@ishqhoon·11 Eki“Ro pada woh faqeer mere haath ki lakeeron ko dekh, Kehta hai tujhe maut nahi kisi ki yaad maregi.”Çevir हिन्दी112996.5K23