sailaab-e-alfaaz

1.1K posts

sailaab-e-alfaaz banner
sailaab-e-alfaaz

sailaab-e-alfaaz

@sailaaab

अपनी कविता ढूँढिए । Find your poem

Katılım Mayıs 2020
0 Takip Edilen25.8K Takipçiler
sailaab-e-alfaaz
sailaab-e-alfaaz@sailaaab·
“Muflisi thi aur hum the ghar ke iklaute charagh, warna aisi roshni karte ki duniya dekhti” - Kashif Syed
हिन्दी
0
2
8
618
sailaab-e-alfaaz
sailaab-e-alfaaz@sailaaab·
“sab ki apni-apni aankhein, sab ka apna-apna chaand” - Ibn-e-Insha
हिन्दी
2
61
306
12.4K
sailaab-e-alfaaz
sailaab-e-alfaaz@sailaaab·
“waqt-e-rukhsat aa gaya dil phir bhi ghabraya nahin, uss ko hum kya khoyenge jis ko kabhi paaya nahin” - Parveen Shakir
हिन्दी
0
8
19
1.2K
sailaab-e-alfaaz
sailaab-e-alfaaz@sailaaab·
“bārhā guftugoo hoti rahi lekin mera naam, uss ne poocha bhi nahin maine bataya bhi nahin” - Kaleem Ajiz
हिन्दी
0
1
12
987
sailaab-e-alfaaz
sailaab-e-alfaaz@sailaaab·
“har ek baat pe kehte ho tum ke tu kya hai, tum hi kaho ke yeh andaaz-e-guftagoo kya hai” - Mirza Ghalib
हिन्दी
0
0
9
873
sailaab-e-alfaaz
sailaab-e-alfaaz@sailaaab·
“tum mere paas hote ho goya, jab koi dusra nahin hota” - Momin
हिन्दी
0
1
3
762
sailaab-e-alfaaz
sailaab-e-alfaaz@sailaaab·
Shakespeare said “Who ever loved that loved not at first sight?” but we understood the true meaning when Nida Fazli said “Unse nazrein kya mili, roshan fizaayen ho gayi, aaj jaana pyaar ki jadugari kya cheez hai”.
English
0
5
20
3.3K
sailaab-e-alfaaz
sailaab-e-alfaaz@sailaaab·
“Meri samajh se baahar hai, mere andar baitha shakhs”
हिन्दी
0
29
108
5.7K
sailaab-e-alfaaz
sailaab-e-alfaaz@sailaaab·
“phir usi bewafa pe marte hain, phir wahi zindagi humari hai” - Mirza Ghalib
हिन्दी
0
3
21
1.3K
sailaab-e-alfaaz
sailaab-e-alfaaz@sailaaab·
“main zindagi ke kharabe mein kho gaya warna, main apne aap se milta to pyaar kar leta” - Irfan Jafri
हिन्दी
0
5
10
1.1K
sailaab-e-alfaaz
sailaab-e-alfaaz@sailaaab·
“chandni raat badi der ke baad aai hai, labh pe ik baat badi der ke baad aai hai aaj ki raat woh aaye hain badi der ke baad, aaj ki raat badi der ke baad aayi hai” - Saifuddin Saif
हिन्दी
0
1
10
1.1K
sailaab-e-alfaaz
sailaab-e-alfaaz@sailaaab·
“Ik tarz-e-taghaful hai so woh unko mubarak, ik arz-e-tamanna hai so hum karte rahenge” - Faiz Ahmad Faiz
हिन्दी
0
3
12
1.4K
sailaab-e-alfaaz
sailaab-e-alfaaz@sailaaab·
“tumhara zarf hai tum ko mohabbat bhool jaati hai, humein to jis ne hans kar bhi pukaara yaad rahta hai” - Adeem Hashmi
हिन्दी
0
2
9
1K
sailaab-e-alfaaz
sailaab-e-alfaaz@sailaaab·
“maine khud ko kabhi is khush-fehmi mein nahin rakha ki usey mujhse behtar koi mil nahi sakta, logon ko log mil hi jaate hain, kabhi battar se behtar, kabhi behtar se behtareen.”
हिन्दी
0
6
24
1.7K
sailaab-e-alfaaz
sailaab-e-alfaaz@sailaaab·
“apne lehje pe gaur kar ke bata, lafz kitne hain teer kitne hain” - Iftikhar Haider
हिन्दी
0
8
37
1.9K
sailaab-e-alfaaz
sailaab-e-alfaaz@sailaaab·
“iss sheher ki saari raunak tumhare wajood se hai, tumhare baad hum iss sheher ko veeraan likhenge”
हिन्दी
0
6
23
1.6K
sailaab-e-alfaaz
sailaab-e-alfaaz@sailaaab·
“kamra khola to aankh bhar aayi, yeh jo khushbu hai, jism thi pehle” - Fahmi Badayuni
हिन्दी
0
9
70
4.1K
sailaab-e-alfaaz
sailaab-e-alfaaz@sailaaab·
unse milte the to sab kehte the “kyun milte ho?” ab yahi log na milne ka sabab poochte hain - Shaz Tamkanat
हिन्दी
0
1
18
1.9K