
@SandhuTaranjitS LG saab kisi bhi dharmik sthan par jana vyakti ka niji kaam hota hai, agar Darbaar saab ke hi photo dalne hai to Punjab ke governor ban jaiye, dilli me kyo pade ho? Silli k liye apka kya vision hai wo batao, bekar ke tweet daal kar na apna aur na janta ka time kharab karo.
हिन्दी













