VHB
1.6K posts

VHB
@VHBStocktrader
Part Time Trader,Investor










मां सिद्धिदात्री को नमन! देवी मां से कामना है कि वे अपने सभी उपासकों को लक्ष्य-सिद्धि का आशीर्वाद दें। सिद्धगन्धर्वयक्षाद्यैरसुरैरमरैरपि। सेव्यमाना सदा भूयात् सिद्धिदा सिद्धिदायिनी॥




Expecting a 10% Drop in Crude in few days..

JUST IN: No crude oil tankers have passed through the Strait of Hormuz in the last 24 hours.

ATH ek din aayega - isme koi doubt nahi. Isi liye kisi bhi instrument me upar ke targets dena sabse easy kaam hai. Aapke paas “sahi sabit hone ke liye” unlimited time hota hai. Real difficulty kya hai? Market structure ke hisaab se apna view change karna. Aur ye kaam bahut kam log kar paate hain. #nifty 27000, 28000, 30000, 36000 - ye targets India me koi bhi de dega. Kyuki sabko pata hai… kabhi na kabhi to aayega hi. Phir 2024 ka post, 2032 me quote karke bol denge - “dekho bola tha.” Beech ke 8 saal me kya hua… capital bacha ya nahi… wo koi nahi poochta. Mujhe SM pe dabdaba nahi banana. Mujhe paisa banana hai. Aur uske liye… ego nahi, adaptability chahiye. Market me future sahi bolne wale bahut mil jayenge… capital bachane wale bahut kam hote hain.

200 Weekly SMA is ultimate target for most of indices in 2025 Thats what im expecting.. Now Contact your advisor for the same 😁


Good buying in last 30 min? Yes Reversal?? Not yet confirmed.... Vix dekho...vix ki dhar dekho...


