🇮🇳Abdul Rahman🇴🇲
17.3K posts

🇮🇳Abdul Rahman🇴🇲
@rabdul1992
🇮🇳Im not buy chance 🇮🇳. Im buy choice 🇮🇳& i proud to be 🇮🇳 my life my rules Your attitude my foot
Muscat, Oman Katılım Ağustos 2021
6K Takip Edilen8K Takipçiler

Jo log har waqt dusron ki khamiyan talaash karte hain,👤👤
woh aksar apni islaah se ghaafil rehte hain… 🥀
#SabihaFaizi
हिन्दी

Jo cheezen humein be-maqsad lagti hain,🤔
wahi Allah ke nizaam mein hikmat se bhari hoti hain… ☝️🕊️
#SabihaFaizi
हिन्दी

Betiyan agar izzat o mohabbat ki talabgaar hain, 🌸✨
to bahu bhi takreem, shafqat aur husn-e-sulook ki haqdaar hoti hai… ❤️
#SabihaFaizi
हिन्दी

Insaan agar sabr kar le to us par ki gayi har zyadti ka jawab zameen se nahi, Arsh-e-Ilahi se aata hai…☝️❤️
#SabihaFaizi
हिन्दी

Tanqeed 💭 se pehle Tehqeeq 📚 o Tadbir 🧠 ikhtiyar karna nihayat Aham ⭐ hai, kyunki yahi tarz-e-amal 🕊️ insaan ko insaaf ⚖️, hikmat 🌿 aur sachchai 🤍 ke qareeb le jata hai. ✨
#SabihaFaizi
हिन्दी

Kisi ki lagzishon ko dil ke andheron mein qaid rakhne ke bajaye darguzar ka chirag roshan karein…🖤🥀🌟💫⤵️
Kyunki hum khud bhi apne Parwardigaar-e-Kareem se rehmat, maafi aur chashm-e-karam hi ki umeed rakhte hain☝️🤲❤️💫
#SabihaFaizi
हिन्दी

Woh Rab jo dilon ke haal jaanta hai ☝️💖👀,
mazloom ki aah ko kabhi raigaan nahi jaane deta 🥹💔🤲,
aur ek din insaaf ko aisi bulandi se naazil karta hai ⚖️🌙⬇️,
jahan tak zaalim ka gumaan bhi nahi pahunch sakta… 😔🚫
#SabihaFaizi
हिन्दी

एक बुजुर्ग के साथ ऐसी हैवानियत दोस्तों RT, Like करते रहो ताकि यह वीडियो अपनी सही जगह तक पहुँच जाए। @KolkataPolice @BjpKolkata @MamataOfficial @PMOIndia @HMOIndia #westbangal #kolkata @Mirchi_Bangla
हिन्दी

बलरामपुर पुलिस-प्रशासन में एक बार फिर चली तबादला एक्सप्रेस लाइन हाज़िर किया गए 14 उपनिरीक्षकों की जगह एसपी विकास कुमार ने की नवीन तैनाती पुलिस लाइन मे तैनात 12 उप निरीक्षकों को मिली थानों पर तैनाती दो उप निरीक्षकों का हुआ स्थानांतरण किए गए इधर से उधर @Uppolice @balrampurpolice

हिन्दी

@SocialistSpirit bhad pille neta khan sir. 100 baccho me se 40 ka to paisa hi nahi leta tum sale Kya kiye ho desh ke liye ya janta ke liye ya education ke liye sab janta ka paisa apni gaon me dale baithe ho agar koi kuch Kar raha hai to tumhari aur jada lal horahi hain gaon haram khor neta
हिन्दी

@ShikshaNewsRaj1 @Md_Samiullah06 tumhare jaiso ko aam logon ka kaam raas nahi aayega mujhe lagta hai iska koi apna pvt hospital hai jo khan sir ke hospital ke waje se band hone ke kagar pe hoga ye sale haram khor neta na kuch karte hai na kisi ko karne dete hai inko janta ke sirf vote lenge vote karo aur marjao
हिन्दी

लखनऊ का विकास नगर, गाजियाबाद का कनावनी क्षेत्र, और वाराणसी का भगवान नाला क्षेत्र हैं,
मजहब के नाम पर
वो तुम्हें लड़ाते रहेंगे
अपनी कुर्सी की खातिर
बस्तियां जलाते रहेंगे।
तुम उलझे रहना मस्जिद और
मंदिरों के फेर में
वो तुम्हारे ही हक की रोटियां
खाते रहेंगे @myogiadityanath



हिन्दी

क्या झोपड़ियाँ ज़मीन ख़ाली करने के लिए जलाई गई हैं? लखनऊ अग्निकांड की इस ख़बर को ध्यान से पढ़ा जाना चाहिए. पूरी गंभीरता से जाँच होनी चाहिए.😕 @lkopolice @AdminLKO @CMOfficeUP @myogioffice @myogiadityanath @LkoDevAuthority

हिन्दी









