shailendra bhardwaj شیلندر
83.1K posts

shailendra bhardwaj شیلندر
@shail_bj
A Humanist, Rationalist, Secular.. An ardent fan of Hindi and Urdu poetry.
New Delhi Katılım Ocak 2014
373 Takip Edilen3.8K Takipçiler
shailendra bhardwaj شیلندر retweetledi

बोलने पे पाबन्दी
सोचने पे ताज़ीरें
पाँव में ग़ुलामी की
आज भी हैं ज़ंजीरें
आज हरफ़-ए-आख़िर है
बात चन्द लोगों की
दिन है चन्द लोगों का
रात चन्द लोगों की
उठ के दर्द-मन्दों के
सुब्ह-ओ-शाम बदलो भी
जिस में तुम नहीं शामिल
वो निज़ाम बदलो भी
#Habib_Jalib #Shair
@Munaf_Ali @Billion478 @binakapur @amarjeetsyali @BhavikaKapoor5 @fazlabas @abrqasid @ShawazK39574555 @Anu_Shree11 @GenPanwar @Sub_Zaar @uzairsdad @Yasmeen80859727 @iamrana
हिन्दी
shailendra bhardwaj شیلندر retweetledi

@shail_bj @gulrayys tum se pahle vo jo ik shaḳhs yahāñ taḳht-nashīñ thā
us ko bhī apne ḳhudā hone pe itnā hī yaqīñ thā
#shair #HabibJalib
Latviešu
shailendra bhardwaj شیلندر retweetledi

@shail_bj @Munaf_Ali हुजूम देख के रस्ता नहीं बदलते हम,
किसी के डर से तक़ाज़ा नहीं बदलते हम।
हज़ार ज़ेर-ए-क़दम रास्ता हो ख़ारों का,
जो चल पड़ें तो इरादा नहीं बदलते हम।
~हबीब ज़ालिब
#HabibJalib #Shair
हिन्दी
shailendra bhardwaj شیلندر retweetledi

@alokrsrivastav @shail_bj Ek hameñ aawaara kahna koi badaa ilzaam nahiñ,
Duniya vaale dil vaaloñ ko aur bahut kuchh kahte haiñ
Vo jo abhi is raahguzar se chaak-garebaañ guzra tha,
Us aawaara deewaane ko "Jalib" "Jalib" kahte haiñ
#Shair #Habib_Jalib
हिन्दी

deep jis ka mahallat hi mein jale
chand logon ki khushiyon ko le kar chale
wo jo saae mein har maslahat ke pale
aise dastur ko subh-e-be-nur ko
main nahin manta main nahin jaanta
#HabibJalib #shair @gulrayys @ShahAmara_
हिन्दी

aaj insaan ne bhulaa Daale hain yazdaan ke karam
ham ne to zulm bhii ehsaan tire jaane hain
#habibjalib #shair @mykhyd @gulrayys
हिन्दी

ऊँचे-ऊँचे ऐवानों में मूरख हुकम चलाएँ
क़दम-क़दम पर इस नगरी में पंडित धक्के खाएँ
धरती पर भगवान बने हैं धन है जिनके पास
भए कबीर उदास ।
#HabibJalib #Shair @neildixit_ @aakhramka
हिन्दी

dayaar-e-'daaG'-o-'beKHud' shahr-e- dehlii chhoD kar tujh ko
na thaa maaluum yuun roegaa dil shaam-o-sahar tujh ko
#HABIBJALIB #shair @romarizvi @mohd_ali_sahil
हिन्दी

Zulm ki rat rahegi kab tak ab nazdik savera hai
Hindostan bhi mera hai aur Pakistan bhi mera hai
#HabibJalib #shair @AbidZaidi1 @hashmisajid2003
हिन्दी

Jalib pukaarti hain woh shola-nawaaiyaan,
ye sard rut ye sard hawa uss gali mein chal.
#habibjalib #shair @iHammzaa @DOCTORNAYAB
हिन्दी

Sari zamin ko ghere hue hain aakhir chand gharane kyon
Naam nabi ka lene wale ulfat se begane kyon
#HabibJalib #shair @AliSoulful @ShahAmara_
हिन्दी

Aaj soye hain tah-e-khaak na jaane yahaan kitne
koi shola koi Shabnam koi mahtaab-jabiin thaa.
#HabibJalib #shair @islamhussain055 @fskhan_
हिन्दी

taa-chand rahegii ye shab-e-Gam kii siyaahi
rasta koii suuraj kaa kahiin rok sakaa hai
#HabibJalib #Shair @Munaf_Ali @alokrsrivastav
हिन्दी

zulm ke hote aman kahaan mumkin yaaro
ise miTaa kar jag men aman bahaal karo
#habibjalib #shair @LastQamar @fazlabas
हिन्दी

Is tarah zulm ko nazarana diya jata hai
Raqs zanjeer pahin kar bhee kiya jata hai
#habibjalib #shair @kanwarsodhi72 @fskhan_
हिन्दी

Bahut maine suni hai Aap ki taqreer Maulana
Magar badli nahi ab tak Meri taqdeer Maulana
#HabibJalib #shair @uzairsdad @johar65
Indonesia

Apne Hont siye hain tumne Meri zaban ko mat roko
Tum ko agar taufiq nahin hai Mujhko hi sach kahne do
#HabibJalib #shair @NomaanShauq @Brijender2105
हिन्दी

denaa paDe kuchh hii harjaana sach hii likhte jaana
mat ghabraanaa mat Dar jaana sach hii likhte jaana
#HabibJalib #shair @dogtired1 @Seemik13
हिन्दी
