@ume9c Tumse sach bolun toh, aajkal jab pet itna bhar jaata hai ki mujhe ulti aati hai me khana phaikne lag gaya hoon. Lekin sirf taste ki wajah se phaikna abhi bhi namumkin hai
Mera bread ketchup se choo gaya lekin mujhe usse khana pada kyuki main usse phaik nahi sakta kyuki me ek gora nahi hu. Ye mera zindagi ka sabse mushkil din hai.