Sabitlenmiş Tweet

Ram kya hai?
Ram vo Charitra hai jo Nishkalank hai, Nishpaap hai,
Raam vo dhridta hai jo dhyeyprapt kare.
Ram vo saiyam hai jo bade se bade toofan ko bhi niyantrit karle,
Ram vo Prem hai jo tyaag aur samarpan se jivn sajaaye.
Ram sab hai,sab raam hai.
-krishna🍂🤍
#Ramnvmi
हिन्दी








